
tu mar ja sadi khair aye
Ek chadar ko rah-e- mehboob main bicha dena,
.
Main mar jaon to usay mera kafan bana dena,
.
Boht roey ga mujhey dekh dekh kar wo shakhs,
.
Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena,
.
Lagana aik poda meri qabar key serhanay,
.
Meray yar k anso osko pila dena,
.
Agar bohat roye meri qabar par wo aa kar,
.
To nikalna mujhe or UssY dafna dena..
Or kehna
.
.
.
.
.
ly tu mar ja, sadi khair ay:
mrna v haram keeta hoya ay !!