
Apni khoi Hui Neendon ki
September 22nd, 2010
“Paas Hote Tou koi shraarat karte.
Tujhe le kar Baahon Mei
Mohabbt krte.
Daikhte Teri Ankhon Mei Neend ka khumar,
Apni khoi Hui Neendon ki
Shikayat krte.
September 22nd, 2010
“Paas Hote Tou koi shraarat karte.
Tujhe le kar Baahon Mei
Mohabbt krte.
Daikhte Teri Ankhon Mei Neend ka khumar,
Apni khoi Hui Neendon ki
Shikayat krte.
Saans bhi loun to Uski mehak aati hai,
Us ne thukraya hai mujhe itnay qareeb aanay k baad….
Teri Yaad Men Ki He Mene Samandaron Se Dosti,
Najane Phir Bi Q Mujhe Tere Lafzon Ki Pyaas Rehti He.
Hum ne manga hi nahi sila apni wafaon ka
Qaisar
K shayed inkar ki b fursat na ho un k pass….
Mitaana Chahoon To Bhi Naa Mita Paoon Ga Uss Kaa Naam Apney Dil Sey
….. Faraz …..
.
.
.
Mitaaye Woh Jaatey Hain Jo Ghalti Sey Likhey Jaate hein.
Dhond Raha Hai Wo Hum Ko Bhool Jane Ka Tareeqa
…Parveen…
Sochte Hein Khafa Ho Ke Uski Mushkil Asaan kr Dein.
Mere sajdon mein kami to na thi
wasi
Kia Mujh se bhi barh k kisi ne manga tha Tuje