
Khush mizaji bhi mashoor thi
Khush mizaji bhi mashoor thi
Hamari,,,
Saadgi bi kamaal hai,,,
Hum shareer b inteha k thay,,,
Ab sanjeedgi be-misaal hai…
Khush mizaji bhi mashoor thi
Hamari,,,
Saadgi bi kamaal hai,,,
Hum shareer b inteha k thay,,,
Ab sanjeedgi be-misaal hai…
Sabko Haqeeqatein Hain Mujhe
Khawab Hain Azeez,
Jaagey Huon k Beech Para So Raha
Hon Main…!
محبت کرنے والوں کو انکار اچھا نہیں لگتا.
دنیا والوں کو یہ اقرار اچھا نہیں لگتا .
جب تک لڑکی لڑکا بھاگ نہ جائیں .
محلے والوں کو پیار سچا نہیں لگتا
Tere Deedar Ki Aas Mein Aaty Hein Teri Galiyon Mein
Warna Sara Shehar Baqi Hai Faqat Awargi K Liye…!
Haaye Aaj hui hai titli ko bhi Galat fehmi,
Samajh k phool woh Un k Rukhsar pe ja bethi.
Teri dastan-e-hayat ko likhon kis ghazal k naam se…..
.
Teri shoKhiyaan bhi ajeeb hain, teri saadgi bhi kamaal hai..